Raza e Muhammad
رضائے محمد ﷺ پر آپ کو خوش آمدید
Raza e Muhammad
رضائے محمد ﷺ پر آپ کو خوش آمدید
Raza e Muhammad
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.



 
HomeGalleryLatest imagesRegisterLog in
www.kanzuliman.biz.nf
Raza e Muhammad

Hijri Date

Latest topics
» نماز کے اوقات (سوفٹ وئیر)
LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Icon_minitimeWed 14 Aug 2013 - 4:43 by arshad ullah

» بے مثل بشریت
LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Icon_minitimeTue 12 Feb 2013 - 6:53 by Administrator

» Gucci handbags outlet online
LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Icon_minitimeThu 17 Jan 2013 - 2:19 by cangliang

» hermes Birkin 30
LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Icon_minitimeThu 17 Jan 2013 - 2:18 by cangliang

» CHRISTIAN LOUBOUTIN EVENING
LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Icon_minitimeSun 13 Jan 2013 - 6:06 by cangliang

» Cheap Christian Louboutin Flat
LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Icon_minitimeSun 13 Jan 2013 - 6:05 by cangliang

» fashion CHRISTIAN LOUBOUTIN shoes online
LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Icon_minitimeSun 13 Jan 2013 - 6:05 by cangliang

» Christian Louboutin Evening Shoes
LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Icon_minitimeWed 9 Jan 2013 - 5:36 by cangliang

» CHRISTIAN LOUBOUTIN EVENING
LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Icon_minitimeWed 9 Jan 2013 - 5:35 by cangliang

Similar topics
Search
 
 

Display results as :
 
Rechercher Advanced Search
Flag Counter

 

 LYRICS OF SOME NAATS

Go down 
3 posters
Go to page : Previous  1, 2, 3
AuthorMessage
Administrator
Admin
Admin
Administrator


Posts : 1220
Join date : 23.02.2009
Age : 44
Location : Rawalpindi

LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Empty
PostSubject: Re: LYRICS OF SOME NAATS   LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Icon_minitimeTue 29 Dec 2009 - 9:53

LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Bismillah1

LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Ya-rasool

PESH-E-HAQ MUZHDA SHAFA’AT KA SUNATE JAEIN GAE


Pesh-e-Haq Muzhda Shafa’at ka sunatein ja’aen gae
Aap rote jaen ge ham ko hasate jaen gae

Dil nikal jane ki ja hai a’aah kin ankhoon se wo
Ham se piyasoon ke leye darya bahate jaen gae

Kushtugan-e-garmeye mehshar ko wo jaan-e-maseeh
Aaj Daamen ki hawa day kar jalate jaein gae

Gul khiley ga Aajye Un ki Naseem-e-Faiz se
Khoon rote a’aen gae ham muskarate jaen gae

Hanh chalo hasarat zado suntain hain wo din Aaj hai
Thi khabar jis ki ke wo Jalwa dikhate jaen gae

Aaj Eid-e-Aashiqan hai gar Khuda chahe ke wo
Abrowe pewasta ka a’alam dikhate jaen gae

Kuch khabar hai faqiro aaj wo din hai ke wo
Na’amat-e-Khuld aapne sadke mein lotate jaen ge

Khaqoftado bas Un ke Aane hi ke dair hai
Khud wo Sajde mein gir kar tum ko utate jaen gae

Wasa’atein di hein Khuda ne Daamene Mehboob ko
Jurm khilte jaen gae aur wo chupate gaen gae

Lo wo a’ae muskarate ham aseroon ki taraf
Khirman-e-Esiyaan pr aab bijile girate jaen gae

A’ank kholo ghumzado dekho wo giryaan a’ae hein
Lohe dil se Naqsh-e-ghum ko ab mitate jaen gae

Sokhta janoo pe wo pur joush Rehmat aae hein
A’ab-e-Kouser se lagi dil ki bhojate jaen ge

A’aftab un ka hi chamke ga jab o’oroon ke charagh
Sir Sir joushebala se jhil milate jaen gae

Paey ko banh pul se guzrein gae Tere awaz per
Rabe Sal’lim ki sada per wazad late jaen gae

Sarware dheen lijiye Apne natawanoo ki khaber
Nafso shitaan shida kab taq dabate jaen gae

Hasher tak dalein gae ham Pedaeshe Moula ki dhoom
Misle faras najd ke qil’ey girate jaen gae

Khaq ho jaen a’ado jal kar maghar ham to Raza
Dam mein jab tak dam hai zikr un ka sunate jaein ge

Pesh-e-Haq Muzhda Shafa’at ka sunatein ja’aen gae
Aap rote jaen gae ham ko hasate jaen gae
Back to top Go down
https://razaemuhammad.123.st
Administrator
Admin
Admin
Administrator


Posts : 1220
Join date : 23.02.2009
Age : 44
Location : Rawalpindi

LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Empty
PostSubject: Re: LYRICS OF SOME NAATS   LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Icon_minitimeTue 29 Dec 2009 - 9:55

JIS WAQT TARAPTA HAI BIMAAR MADINE KA

Aaya hai bulawa phir ik baar Madine ka
Phir jaa kay mein daikhoon ga Darbaar Madine ka


Gulsan say haseen tar kohsaar Madine ka
Jannat say bhe barh kar hai gulzaar Madine ka

Mein phool ko chomoon ga or dhool ko choomon ga
Jis waqt karoon ka mein deedar Madine ka


Aankhoon say laga loon ga or dil mein basa loon ga
Seene mein otaaroon gaa mein Khaar Madine ka

Laaqi hai sir baalein Rehmat ki ada Un ko
Jis waqt tarapta hai bimaar Madine ka


Rote hein deewane betaab hein mastanay
Un sab ko dikha dejeye Darbaar-e-Madina

Rota hai jo raatoon ko omat ki mohabaat mein
Wo Shafeye Mehshar hai Sardaar LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Saw Madine ka


Ratoon ko rota hai or khaq per soota hai
Gham Khuwaar hai, Saada hai Mukhtaar Madine ka

Qabze mein do Aalam hein per Haath ka taqeya hai
Sota hai chitai per Sardaar LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Saw Madine ka


Dhok dard jahaan bhar kay sab dour Shaha LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Saw kay
Mujhko to bana lejeye bimaar Madine ka

Is dar kay bhaikaari ki jhooli mein Do Aalam hein
Shahoon say bhe barh kar hai nadaar Madine ka


Maqbool jahan bhar mein ho DAWATEISLAMI
Doon wasita Ay Rabe Ghafaar Madine kaa

Taqdeer chamak othe qismaat hi to khol jae
Ban jae jo adna sag, ATTAR Madine
ka
Back to top Go down
https://razaemuhammad.123.st
Administrator
Admin
Admin
Administrator


Posts : 1220
Join date : 23.02.2009
Age : 44
Location : Rawalpindi

LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Empty
PostSubject: Re: LYRICS OF SOME NAATS   LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Icon_minitimeTue 29 Dec 2009 - 9:56

LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Bismillah1

MUADAT SE MERE DIL MEIN HAI

Mudat se maire dil mein hai Armaane Madina
Roze pe Bula lejeye Sultaane MadinaLYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Saw


Ay kaash pohonch kay Dar-e- Janane Madina
Ho jaon mein soo jaan se qurbaan-e-Madina


Aate hein muqadar kay sikander Tere Dar per
Bay izn ho kaise koi mehmaan-e-Madina


Aag aise laga dejeye qalb aur jhigar mein
Rota rahoon tarpa karoon Ay Jaan-e-MadinaLYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Saw


Gulzaar yahan kay ise ache nahi lagte
Aankhoo mein samae hein Biyabaan-e-Madina


Ab sindh kay jungle mein mira jee hi nahi lagta
Bus mujh ko bulalejeye Gulistaan-e-Madina


Duniyaa kay nazaare hamein ik ankh na bhaein
Nazroo mein basein kash! Biyaaban-e-Madina


London koi japan chala maal kamane
Diwaana chala sowe Biyabaan-e-Madina


Jab khod hi qasam khai hai Quraan-e-Mubeen ne
Kis tarah biyaan koi kare Shaan-e-Madina


Duniyaa ka koi shaher ho kis tarah mumasil?
Jab Khlode bareen bhe nahi ham Shaan-e-Madina


kar dejeye Deedar say ankhein meri thandi
Ay Jaan-e-Jahan Sayede Sultaan-e-MadinaLYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Saw


Ay kaash! mubaligh mein banoo Deen-e-Mubeen ka
SarkaarLYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Saw! Karam Azpae Hassan-e-Madina(Radi Allah Anho)


Qadmoon mein bulalejeye ATTAR ko AaqaLYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Saw
Aur is ko banalejeye mehmaan-e-Madina


ATTAR ko dolat na haqoomat ki talab hai
Daydejeye Baq'qe is ko to Sultaan-e-MadinaLYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Saw

Back to top Go down
https://razaemuhammad.123.st
muhammad khurshid ali
Moderator
Moderator
muhammad khurshid ali


Posts : 371
Join date : 05.12.2009
Age : 42
Location : Rawalpindi

LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Empty
PostSubject: Re: LYRICS OF SOME NAATS   LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Icon_minitimeWed 30 Dec 2009 - 10:29

LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 617359 LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 868389
Back to top Go down
Administrator
Admin
Admin
Administrator


Posts : 1220
Join date : 23.02.2009
Age : 44
Location : Rawalpindi

LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Empty
PostSubject: Re: LYRICS OF SOME NAATS   LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Icon_minitimeThu 31 Dec 2009 - 10:41


Zikre NabiLYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Pbuh say gulshane dil ki kali khili hay

Rahat issi say Mominon kay dill ko milli hay





Warafa’ana ka charcha aisa hoa jahan mein

Ghar ghar hay zikar unka har kochay har gali hay





Aisi zuban Khuda ko lagti bari hay piari

MehboobLYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Pbuh ki sana mein ik pall bhi jo khuli hay





Zakir teara Khuda hay aay MustafaLYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Pbuh piaray

Maddah teara har ik Mursal hay, har Wali hay





Tearay SahabaLYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Ra saray hein chamktay sitaray

AbuBakar hay Umar hay Usman hay Ali hay





Teara hay naam Dafe-I- ranjo alam aay AqaLYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Pbuh

Tearay naam say musebat har aik ki tali hay





Ik zikar paak teara saman najaat ka hay

Zakir hay teara jo bhi janat ussay milli hay





Shahid hay parta rehta har waqat naat teari

Isska naseeb uncha qismat bhi kia bhali hay
Back to top Go down
https://razaemuhammad.123.st
Administrator
Admin
Admin
Administrator


Posts : 1220
Join date : 23.02.2009
Age : 44
Location : Rawalpindi

LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Empty
PostSubject: Re: LYRICS OF SOME NAATS   LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Icon_minitimeMon 4 Jan 2010 - 5:00

Azamata kiki sunawan madiyan




azamata kiki sunawan madiyan

azamata kiki sunawan madiyan

taar dehdiyan nain duhawaan madiyan

taar dehdiyan nain duhawaan madiyan



rokhay piyaray muhammed mustafa

yaad jad aieyain wafawan madiyan



laal piyara jad takh ghar nahii awanda

Raain boohay nighawan madiyan



lainday charday har thwaan tumma tummiya

buuriyan thandiyan nai chawaan madiyan



main habeeb ahmed habibi kujwinaiy

chumiya taliyan awliyan wa madiyan



rab qadr kareem rahim eisa

koi rahim naiy allah paak varga

baath rab tho saari kainat andar

duja koi naiy shahe lo lakhe varga



duniyan dari dain sarain rishtiyan which

koi saakh naiy maa dain saakh varga

puthr pawain zamaanay da ghasue howay

naiy o madain parain di khaawk varga



goad maa diya dars gakh paili

itooun zindagi da nasban ein banda

eithoun datha haja fareed bankhay

dukhi dilan vastaiy chaain banday



paikhar maa di sharmo haya diyaiy

feir puthr ve ghause saqlain bandaiy

sayyida hathoon e jannat main maa ho vay sabir

feir laal ve sahiin hussain banday



do jag e andr je toun sukhjandaiy

dasr amr mai kar to peel liyakar

jis haal andr maa ho way raazi

uss hall wich tuun jeeliyakar



utcha boal na maa toun boal baiti

maa samnay labaan see liyakar

jadoun tainoun sakoon di loar howay

pair maa kay tokhay pe liyakar



kamliy waalay soanay mahboob rab day

izzat maan dain karkhain vicahditti

aundi mahiin haleema nu wakaitay

qamli waalay qamli vichaditti



yaran arz kitti soniyan koan siye

jinnoo kamli nay tussaan jaga dithi

farmay nabi nain meri maa hain jay

jidoon seenay au mowla raza ditthi



azmatoan sirsain di bari hoandi

raazi jis tha sajna maa howay

jera dkhuk da ai maan di qadman

ohho bandah zamanay te tan howay



hazrat owais maang jo maa di qadr jaanay

ka im sadday zamanay te na howay

rab we kehndahay moosa samal gaya

jaddoo sitrtain na sabira maa howay



Ruthba maa da rab buland kitta

saanii maa da wich sinsaar koi nahiin

dardi koii maa de dil varga

maa karda piyaar kopi nahiin



aap gillay to pawwain ulad sukkay

kar sakhta inj insaar koi nahiin

jiddi kand te maa da hath howay

unoow duwwan jahhanch haal koinii
Back to top Go down
https://razaemuhammad.123.st
Administrator
Admin
Admin
Administrator


Posts : 1220
Join date : 23.02.2009
Age : 44
Location : Rawalpindi

LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Empty
PostSubject: Re: LYRICS OF SOME NAATS   LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Icon_minitimeMon 4 Jan 2010 - 5:05

Chamka Mahe Noor Ka Hilal

Bekaso se hai jinhe pyar wohi aaye hai
Dono alam ke hai gamkhwar wohi aaye hai.

Ya Rasoolallah (Sallaho Alayhe Wasslam) Merhaba Merhaba
Ya Habiballah (Sallaho Alayhe Wasslam) Merhaba Merhaba

Ek nazar asman pe daal merhaba,
Chamka mah e noor ka Hilal merhaba.


Zande lagao, galiya sajao
Karlo charaga, ghar jagmagao
Razi hoga Rabb-e-Zuljalal. Merhaba


Mehfil sajao naate sunao
Aaqa ki amad ki dhoome machao
Rozo shab yahi ho apna haal. Merhaba


Aashiq ke dil jagmagane lage hai
Dekho zara muskurane lage hai
Shahkar-e-Rabb-Zuljalal Merhaba

Sadqa viladat ka jalwa dikha do
Dil ki lagi abb to aaqa buja do
Dikhla do apna abb jamal. Merhaba

Judo sakahwat se adat tumhari
Failaye daman khade hai bhikari
Kar do karma Amena ke lal Merhaba

Jame shahadat piya hai jinhone
Ahle sunan ko jila di unhone
Yaad ayenge woh har saal. Merhaba

Shadi ke nagme sunate rehenge
Jashne viladat manate rahenge
Vaar denge tumpe jaanomal Merhaba..

Padhne laga jab UBED unki naate
Hone lagi charsoo ooski baaten,
Faize Raza ka hai sab kamal Merhaba
Back to top Go down
https://razaemuhammad.123.st
muhammad khurshid ali
Moderator
Moderator
muhammad khurshid ali


Posts : 371
Join date : 05.12.2009
Age : 42
Location : Rawalpindi

LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Empty
PostSubject: Re: LYRICS OF SOME NAATS   LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Icon_minitimeMon 4 Jan 2010 - 17:45

LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 920979
LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 868389
Back to top Go down
Janti Zever
Moderator
Moderator
Janti Zever


Posts : 228
Join date : 01.01.2010
Age : 38
Location : United Kingdom

LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Empty
PostSubject: Re: LYRICS OF SOME NAATS   LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Icon_minitimeWed 13 Jan 2010 - 20:05

LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 755444

very nice sharing


but

all of them are not Naat Sharieef
Back to top Go down
Sponsored content





LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Empty
PostSubject: Re: LYRICS OF SOME NAATS   LYRICS OF SOME NAATS - Page 3 Icon_minitime

Back to top Go down
 
LYRICS OF SOME NAATS
Back to top 
Page 3 of 3Go to page : Previous  1, 2, 3
 Similar topics
-
» Naat Lyrics

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
Raza e Muhammad :: رضائے محمد ﷺ لائبریری :: حمد نعت منقبت :: Islamic Poetry Roman Urdu-
Jump to:  
Free forum | ©phpBB | Free forum support | Report an abuse | Cookies | Latest discussions