Posts : 228 Join date : 01.01.2010 Age : 38 Location : United Kingdom
Subject: Sawal o Jawabat Sun 1 Aug 2010 - 17:44
agar ho sake to apna apne swalat or jwabat yahan share keren.. ya agar aap k zehan me koi swal ho to pochye koi Islami bhai ya Islami behan Quran o Hadees ki roshni me kesi book waghera se dekh k aap ko agar mumkin hova to jawab de den gen...
jawab na milne ki surat me dil bardshata na hoye ga agar niat achi hoi to aap swab k haqdar hoon gen
1): Ushar kese kehte hen? Jawab: zameen se nfa hasil kerne ki gharaz se ugai jane wali shey ki pedawar per jo Zakat ada ki jati he use Ushar kehte hen. 2): Zameen ki Zakat ko Ushar q kehte hen?
Jawab:: Zameen ki pedawar ka amuman daswa1/10 hisa batore Zakat dya jata he is lye ise Ushar(yani daswa hisa)kehte hen.
(Ushar k Ahkam,page 8-9)
duaoon ki Madni Iltija
Administrator Admin
Posts : 1220 Join date : 23.02.2009 Age : 44 Location : Rawalpindi
Subject: Re: Sawal o Jawabat Mon 2 Aug 2010 - 6:04
Agar Aik suggestion do tu wo zida khoob ho ga. Aap Phela Swal (Question) pochay koi aur us ka jawab de ga. Aur jo jawab de ga wohi Next Question b pochay ga. Is liye Phela Swal aap pochay.
Administrator Admin
Posts : 1220 Join date : 23.02.2009 Age : 44 Location : Rawalpindi
Subject: Re: Sawal o Jawabat Tue 3 Aug 2010 - 9:53
Main ne Janti Zever se request ke te k First Question wo kary lakin unho n nahi kiya is liye un ke taraf se phela sawal main karta ho. Chukay is section ka matlab Deeni Malomat main izafa hai is liye Ibdita Bilkul Asan sawal se. Lakin kuch Shariat be honi chahiya.
1. Jo Sawal ka jawab de aur us ko bilkul yaqeen ho k us ne jawab sahi diya hai wo hi next question poch sakta hai. 2. Sawal sirf aik hi pochay 3. Ahle sunnat k against sawalat se ijtenab karay. 4. Jaha par Allah ho waha sath main Azawajal, Jaha Muhammad ho waha aur jaha kisi Sahabi ka naam aaye waha kosish karay k sath zaroor likhay. 5. Kosish Karay k Sawal repeat na ho. 6. 3 din tak agar kisi ka jawab na milay tu Sawal karnay wala khud hi jawab bata kar agla sawal poch le.
Last edited by Administrator on Tue 3 Aug 2010 - 11:05; edited 1 time in total
Administrator Admin
Posts : 1220 Join date : 23.02.2009 Age : 44 Location : Rawalpindi
Subject: Re: Sawal o Jawabat Tue 3 Aug 2010 - 10:15
First Question 1. Quran e Majeed Main kitnay paray hai, قرآن مجید میں کتنے پارے ہیں؟
muhammad khurshid ali Moderator
Posts : 371 Join date : 05.12.2009 Age : 42 Location : Rawalpindi
Subject: Re: Sawal o Jawabat Tue 3 Aug 2010 - 12:01
30 PARRY HAIN .......
muhammad khurshid ali Moderator
Posts : 371 Join date : 05.12.2009 Age : 42 Location : Rawalpindi
Subject: Re: Sawal o Jawabat Tue 3 Aug 2010 - 12:02
NOW QUESTION:
QURAN MAJIID KI SAB SAY CHOTTEE SOORAT KON SEE HAI?
Administrator Admin
Posts : 1220 Join date : 23.02.2009 Age : 44 Location : Rawalpindi
Subject: Re: Sawal o Jawabat Tue 3 Aug 2010 - 17:02
Ans: Quran Majeed Ke Sab se Choti Surah, Surah Kousar hai.
Question: Quran e Majeed ke Sab se bari Surah Kon se hai?
Janti Zever Moderator
Posts : 228 Join date : 01.01.2010 Age : 38 Location : United Kingdom
Subject: Re: Sawal o Jawabat Tue 3 Aug 2010 - 20:40
ye fair nahi aik din na ane se meri jga le li aap ne chalen koi bat nai
swal ka jawab
Surah e Baqra
Question:
Quran Majid me kitni Surah hen?
duaoon ki iltija
Administrator Admin
Posts : 1220 Join date : 23.02.2009 Age : 44 Location : Rawalpindi
Subject: Re: Sawal o Jawabat Wed 4 Aug 2010 - 6:13
Sab se Phelay tu Aap ke Jaga lenay par Sorry. Us K bhad Sawal Ka jawab
Ans: Quran e Majeed main 114 Surtay hai قرآن مجید میں 114 سورتیں ہیں
Question: Quran e Majeed main Kitney Aayat hai.
قرآن مجید میںکل کتنی آیات ہیں
muhammad khurshid ali Moderator
Posts : 371 Join date : 05.12.2009 Age : 42 Location : Rawalpindi
Subject: Re: Sawal o Jawabat Fri 6 Aug 2010 - 7:54
maray elm kay mutabis 6,236 ayat hain agar galat hoon to taseeh kar dejiyay...
Administrator Admin
Posts : 1220 Join date : 23.02.2009 Age : 44 Location : Rawalpindi
Subject: Re: Sawal o Jawabat Fri 6 Aug 2010 - 7:55
Jee Janab Aap Ka jawab sahi hai. Next Sawal Poch le.
muhammad khurshid ali Moderator
Posts : 371 Join date : 05.12.2009 Age : 42 Location : Rawalpindi
Subject: Re: Sawal o Jawabat Fri 6 Aug 2010 - 7:59
Q: Quran majeed kay kitnay rakooh hain ?
Administrator Admin
Posts : 1220 Join date : 23.02.2009 Age : 44 Location : Rawalpindi
Subject: Re: Sawal o Jawabat Fri 6 Aug 2010 - 8:00
muhammad khurshid ali wrote:
Q: Quran majeed kay kitnay rakooh hain ?
Ans: Quran e Majeed main 558 Raku hai.
Question: Quran e Majeed main Lafaz Muhammad Kintni Dafa aaya hai.
muhammad khurshid ali Moderator
Posts : 371 Join date : 05.12.2009 Age : 42 Location : Rawalpindi
Subject: Re: Sawal o Jawabat Fri 6 Aug 2010 - 14:55
Ans: Quran e Majeed main lafaz Muhammad 4 dafa aaya hai, 1. Surah Imran 144, 2. Surah Aazab 44, 3. Surah Muhammad 3, 4. Surah Fatah 29
Q: Quraan majeed main Nmaaz ka kitnee bar hukam ayay hai ?
Janti Zever Moderator
Posts : 228 Join date : 01.01.2010 Age : 38 Location : United Kingdom
Subject: Re: Sawal o Jawabat Sat 28 Aug 2010 - 9:40
agar aap dekhte hen k koi jawab nahi de pa rha to Baraye madina aap kuch dino bad khud hi jawab de dya keren...
muhammad khurshid ali Moderator
Posts : 371 Join date : 05.12.2009 Age : 42 Location : Rawalpindi
Subject: Re: Sawal o Jawabat Sat 28 Aug 2010 - 11:39
Ans: Quraan majeed main Nmaaz ka approx. 700 martaba hukam ayay hai...
Administrator Admin
Posts : 1220 Join date : 23.02.2009 Age : 44 Location : Rawalpindi
Subject: Re: Sawal o Jawabat Mon 30 Aug 2010 - 5:20
براءے کرم ان تصاویر کو ملاحظہ فرماءیں یہ قرآن مجید کے سوفٹ وءیر کے سرچ آپشن کی ہیں ہو سکتا ہے ان سے کوءی رہنماءی حاصل ہو۔
Janti Zever Moderator
Posts : 228 Join date : 01.01.2010 Age : 38 Location : United Kingdom
Subject: Re: Sawal o Jawabat Mon 30 Aug 2010 - 15:36
next swal to poch len
Administrator Admin
Posts : 1220 Join date : 23.02.2009 Age : 44 Location : Rawalpindi
Subject: Re: Sawal o Jawabat Tue 31 Aug 2010 - 5:06
Question: Quran e Majeed main Kis Sahabi e Rasool ka naam aaya hai.َ?
سوال: قرآن مجید میں کس صحابی رضی اللہ عنہ کا نام آٰیا ہے؟
Janti Zever Moderator
Posts : 228 Join date : 01.01.2010 Age : 38 Location : United Kingdom
Subject: Re: Sawal o Jawabat Tue 31 Aug 2010 - 18:52
Hazrat Zaid R.A...
Hazrat Aisha R.A ka Youm e Wasal kab hota he ....
Administrator Admin
Posts : 1220 Join date : 23.02.2009 Age : 44 Location : Rawalpindi